Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Madhav Awana

b. 1974

Poems

  1. ūnchī ūnchī imāratoñ meñ mere hisse kā āsmān lāpatamasrūf se is shahr meñ jism to haiñ insān lāpata
  2. baṛā āsān hai mere liyemaiñ āzādī ke gīt gā.oñ
  3. phir vahī māhaul vahī shor-e-sharābavahī kuchh na.e purāne chehroñ kā bol bālā
  4. ḳhvāb hī to mile haiñ hameñ roṭī ke ḳhvāb ta.alīm ke ḳhvābhukmrānoñ ne dikhā.e āzādī ke ba.ad na.ī tanzīm ke ḳhvāb
  5. sab kuchh badal rahā haisīna meñ kuchh jal rahā hai
  6. khulī ānkh se dekh liye ḳhvāb painsaṭh sālaur ab maiñ jāg jāne ko kahūñ to jurm
  7. mat shikāyat karo ke sarkār so rahī haizabāñ pe lagām rakho ke sarkār so rahī hai
  8. maiñ ne kahā ye mulk ek haito sab ke liye ek sā ho qānūn
  9. nām be shak ām ādmī hopar maiñ to masīhā hūñ
  10. hamārā rāja andhā aur bahrārāja apnī banā.ī rutonidhī meñ mast hai