Poet
Faiyaz Aswad
Poems
- اس تعلق کو تو رستے کی رکاوٹ نہ سمجھاب کسی اور کا ہونا ہے تو چل جا ہو جاis ta.alluq ko to raste kī rukāvaṭ na samajhab kisī aur kā honā hai to chal jā ho jā
- حسن کیا ہے نظر کی شوخی ہےعشق کیا ہے پتہ نہیں کیا ہےhusn kyā hai nazar kī shoḳhī haiishq kyā hai pata nahīñ kiyā hai
- کب سے نکلا ہوا ہے کسی کھوج میںچاند اپنی جگہ پر نہیں آ رہاkab se niklā huā hai kisī khoj meñchānd apnī jagah par nahīñ ā rahā
- کب کہا تو ساتھ میرے خودکشی کرڈوبتا ہوں اور تو منظر کشی کرkab kahā to sāth mere ḳhudkushī karḍūbtā hūñ aur to manzar kashī kar
- وہ سمجھ تو لیں کہ یوں ہے انہیں اس سے کیا کہ کیوں ہےمری آنکھوں کی یہ سرخی مرے ہونٹوں کی سیاہیvo samajh to leñ ke yūñ hai unheñ us se kyā ke kyūñ haimirī ānkhoñ kī ye surḳhī mire honṭoñ kī siyāhī