Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Aadil Rahi

b. 1993

Poems

Meter
  1. unheñ yaqīñ ke koī ranj-o-ġham nahīñ mujh komujhe bharam ke mirā masala samajhte haiñ
  2. bas ik yahī to ḳharābī hai us kī fitrat meñvo mujh ko yād to kartā hai par zarūrat meñ
  3. pata kaise hūñ āḳhir hijr ke asbāb duniyā kotire honṭoñ pe ḳhāmoshī mire hālāt poshīda
  4. tumhāre ba.ad ye ġham bhī uṭhānā paṛtā haiḳhushī mile na mile muskurānā paṛtā hai
  5. tumhāre ġham kī udāsī qalīl karte huemaiñ jī rahā hūñ mohabbat tavīl karte hue
  6. umr bhar un se ta.alluq nahīñ ṭūṭā kartāaise kuchh log haiñ jo dil meñ utar jāte haiñ