انگلستان کی آزادی اور ہندوستان کی غلامی
Altaf Hussain Hali (1837–1914)کہتے ہیں آزاد ہو جاتا ہے جب لیتا ہے سانس
یاں غلام آ کر کرامت ہے ہی انگلستان کی
اس کی سرحد میں غلاموں نے جو ہے رکھا قدم
اور کنکر پاؤں سے ایک اک کے بیڑی گر پڑی
قلب ماہیت میں انگلستان ہے گر کیمیائی
کم نہیں کچھ قلب ماہیت میں ہندوستان بھی
آن کر آزادیاں آزاد رہ سکتا نہیں
وہ رہے ہو کر غلام اس کی ہوا جن کو لگی
kahte hain azad ho jata hai jab leta hai sans
yan ghulam a kar karamat hai hi ungalsitan ki
us ki sarhad mein ghulamon ne jo hai rakha qadam
aur kankar paon se ek ik ke beri gir pari
qalb-e-mahiyyat mein ungalsitan hai gar kimiyai
kam nahin kuchh qalb-e-mahiyyat mein hindostan bhi
an kar azadiyan azad rah sakta nahin
wo rahe ho kar ghulam us ki hawa jin ko lagi