ایک جنبش میں کٹ بھی سکتے ہیں
zafar iqbal zafar (b. 1940)ایک جنبش میں کٹ بھی سکتے ہیں
دھار پر رکھے سب کے چہرے ہیں
ریت کا ہم لباس پہنے ہیں
اور ہوا کے سفر پہ نکلے ہیں
میں نے اپنی زباں تو رکھ دی ہے
دیکھوں پتھر یہ نم بھی ہوتے ہیں
ایسے لوگوں سے ملنا جلنا ہے
سانپ جو آستیں میں پالے ہیں
کوئی پرساں نہیں غموں کا ظفرؔ
دیکھنے میں ہزار رشتے ہیں
ek jumbish mein kat bhi sakte hain
dhar par rakhe sab ke chehre hain
ret ka ham libas pahne hain
aur hawa ke safar pe nikle hain
main ne apni zaban to rakh di hai
dekhun patthar ye nam bhi hote hain
aise logon se milna jalna hai
sanp jo astin mein pale hain
koi pursan nahin ghamon ka zafar
dekhne mein hazar rishte hain