ہمارے ذہن کی اس عرش پیمائی کے کیا کہنے
Tahseen Firaqi (b. 1950)ہمارے ذہن کی اس عرش پیمائی کے کیا کہنے
ہم اپنے ذہن کے بارے میں جب بھی سوچتے ہیں
مگر یہ بھی تو سوچو ذہن کے بارے میں کس سے سوچتے ہیں
کیا ہمارا ذہن ہی فاعل بھی ہے اور منفعل بھی
ہم کو یہ محسوس ہوتا ہے
ہم اپنے آپ سے کتنے زیادہ ہیں
hamare zehn ki is arsh paimai ke kya kahne
ham apne zehn ke bare mein jab bhi sochte hain
magar ye bhi to socho zehn ke bare mein kis se sochte hain
kya hamara zehn hi fail bhi hai aur munfail bhi
ham ko ye mahsus hota hai
ham apne ap se kitne ziyada hain