یہ ممکن ہے
Faisal Hashmiیہ ممکن ہے
کہ میں تم کو نہ یاد آؤں
مگر یہ بھی تو ممکن ہے
اتر کر شب کی سیڑھی سے
کوئی بے نام پرچھائیں
ہٹا دے برف یادوں کی
ye mumkin hai
ke main tum ko na yad aun
magar ye bhi to mumkin hai
utar kar shab ki sirhi se
koi be nam parchhain
hata de barf yadon ki