لفظوں کے چمن بھی اس میں کھل جاتے ہیں
Akbar Allahabadi (1846–1921)لفظوں کے چمن بھی اس میں کھل جاتے ہیں
بے ساختہ قافیے بھی مل جاتے ہیں
دل کو مطلق نہیں ترقی ہوتی
تعریف میں سر اگرچہ ہل جاتے ہیں
lafzon ke chaman bhi is mein khul jate hain
be sakhta qafiye bhi mil jate hain
dil ko mutlaq nahin taraqqi hoti
taarif mein sar agarche hal jate hain