دلکش نہیں وہ حسیں جسے شرم نہیں
Akbar Allahabadi (1846–1921)دلکش نہیں وہ حسیں جسے شرم نہیں
رونق نہیں اس کی جس کا دل گرم نہیں
سختی میں بھی گداز طینت ہو جو صاف
پگھلی ہے برف گو کہ وہ نرم نہیں
dilkash nahin wo hasin jise sharm nahin
raunaq nahin us ki jis ka dil garm nahin
sakhti mein bhi gudaz tinat ho jo saf
pighli hai barf go ke wo narm nahin