جس دل میں غبار ہو وہ دل صاف کہاں
Shad Azimabadi (1846–1927)جس دل میں غبار ہو وہ دل صاف کہاں
پھر خلق کہاں وقار الطاف کہاں
جس قوم میں آ گیا تعصب کا قدم
اس قوم میں اے شادؔ پھر انصاف کہاں
jis dil mein ghubar ho wo dil saf kahan
phir khalq kahan waqar altaf kahan
jis qaum mein a gaya taassub ka qadam
is qaum mein ai shad phir insaf kahan