مرد فرنگ
Allama Iqbal (1877–1938)ہزار بار حکیموں نے اس کو سُلجھایا
مگر یہ مسئلۂ زن رہا وہیں کا وہیں
قصور زن کا نہیں ہے کچھ اس خرابی میں
گواہ اس کی شرافت پہ ہیں مہ و پرویں
فساد کا ہے فرنگی معاشرت میں ظہور
کہ مرد سادہ ہے بیچارہ زن شناس نہیں
hazar bar hakimon ne us ko suljhaya
magar ye masala-e-zan raha wahin ka wahin
qusur zan ka nahin hai kuchh is kharabi mein
gawah us ki sharafat pe hain mah-o-parwin
fasad ka hai farangi muasharat mein zuhur
ke mard-e-sada hai bechara zan shanas nahin