خلوت
Allama Iqbal (1877–1938)رُسوا کِیا اس دَور کو جَلوت کی ہُوس نے
روشن ہے نِگہ، آئنۂ دل ہے مُکدّر
بڑھ جاتا ہے جب ذوقِ نظر اپنی حدوں سے
ہو جاتے ہیں افکار پراگندہ و ابتر
آغوشِ صدف جس کے نصیبوں میں نہیں ہے
وہ قطرۂ نیساں کبھی بنتا نہیں گوہر
خلوَت میں خودی ہوتی ہے خودگیر، و لیکن
خلوَت نہیں اب دَیر و حرم میں بھی میَسّر!
ruswa kiya is daur ko jalot ki hus ne
raushan hai nigah, aina-e-dil hai mukaddar
barh jata hai jab zauq-e-nazar apni hadon se
ho jate hain afkar paraganda-o-abtar
aghosh-e-sadaf jis ke nasibon mein nahin hai
wo qatra-e-naisan kabhi banta nahin gauhar
khalwat mein khudi hoti hai khudgir, o lekin
khalwat nahin ab dair-o-haram mein bhi muyassar!