ہندوستان کی بھی عجب سر زمین ہے
Mirza Ghalib (1797–1869)ہندوستان کی بھی عجب سر زمین ہے
جس میں وفا و مہر و محبت کا ہے وفور
جیسا کہ آفتاب نکلتا ہے شرق سے
اخلاص کا ہوا ہے اسی ملک سے ظہور
ہے اصل تخم ہند سے اور اس زمین سے
پھیلا ہے سب جہان میں یہ میوہ دور دور
hindostan ki bhi ajab sar zamin hai
jis mein wafa-o-mehr-o-mohabbat ka hai wafur
jaisa ke aftab nikalta hai sharq se
ikhlas ka hua hai isi mulk se zuhur
hai asl-e-tukhm-e-hind se aur is zamin se
phaila hai sab jahan mein ye mewa dur dur