واپسی
Ejaaz Ahamd (b. 1932)واپسی
واپسی
شکستہ
بوڑھے شہر
تیری گلیاں نہ جانے کب سے
اکھڑے ہوئے سانسوں کی طرح
باہم الجھتی رہی ہیں
مٹی
اور فولاد
اور لکڑی کے شہر
میں مقدر کی مثال
ایک بار پھر پلٹ آیا ہوں
wapsi
wapsi
shikasta
burhe shahr
teri galiyan na jane kab se
ukhre hue sanson ki tarah
baham ulajhti rahi hain
mitti
aur faulad
aur lakri ke shahr
main muqaddar ki misal
ek bar phir palat aya hun